Na hath aye khabi jo ghadi .. gujaar jaye..
Tu sochta rahe aur jindagi.. gujaar jaye..

Har ik lamhe ki kadar kar 
har ik lamhe ko sambhal

Na waqt kimaati ye hath se ... Gujaar jaye..

Nigahe band kiye be khabar na baith
 bashar (insaan)

Ke ghar se hoke khai roshnii ...Gujaar jaye..

Comments