Jab kabhi  khud se sawal hota hai..
Jawab der tak nahi milta.

Jab kabhi amaal ki kitaab kholu..
Koi panna bhara nahi milta..

Mangu bhi to tujhse mangu kese ..
Khaali koi Kassa nahi milta..

"Sarkar" ne itna Nawaz rakha hai
Shukr ka andaze bayan nahi milta


Comments